Ya Ali Madad
Ya Ali
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ali Haider
Ye Ishq-e-Wila Moula Ye Ishq-e-Aza Moula
Dharkan Hai Najaf Meri Dil Karbo Bala Moula
Ek Dur-e-Najaf Moula Ek Khak-e-Shifa Moula
Hur Bhi Yahin Miltey Hain Milta Hai Yahin Qamber
Ya Ali Madad Haider
Shah-e-La Fata Haider
Jaan-e-Murtaza Haider
Moula Ailiya Haider
Ya Ali Ali Haider
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ali Haider
Ye Nara Wo Nara Hai Jo Haq Sey Milata Hai
Momin Ki Munafiq Ki Pehchan Karata Hai
Dil Dil Sey Milata Hai Iman Batata Hai
Hai Qabar Main Barzakh Main Mehshar Main Yehi Rehber
Ya Ali Madad Haider
Shah-e-La Fata Haider
Jaan-e-Murtaza Haider
Moula Ailiya Haider
Ya Ali Ali Haider
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ali Haider
Wo Jalta Hua Sehra Wo Lakht-e-Dil-e-Haider
Qurban Kiye Betey Qurban Hua Lashker
Teeron Ke Musalley Per Ya Sajda Tah-e-Khanjer
Kehtey Nazar Aatey They Har Gaam Yehi Sarwar
Ya Ali Madad Haider
Shah-e-La Fata Haider
Jaan-e-Murtaza Haider
Moula Ailiya Haider
Ya Ali Ali Haider
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ali Haider
Ansaar-e-Hussaini Ka Maktab Hi Nirala Hai
Shabbir Ki Nusrat Ka Seenon Main Ujala Hai
Kirdar-e-Hussaini Main Allah Ney Dhaala Hai
Kehtey Rahey Maidan Main Sab Teer O Tabbar Kha Ker
Ya Ali Madad Haider
Shah-e-La Fata Haider
Jaan-e-Murtaza Haider
Moula Ailiya Haider
Ya Ali Ali Haider
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ali Haider
Aey Merey Ali Moula Ho Ham Pe Karam Tera
Salman O Shanawar Ke Ho Sar Pe Alam Tera
Peechey Hon Qadam Apne Aagey Ho Qadam Tera
Imdad Shah-e-Safdar
Ya Ali Madad Haider
Shah-e-La Fata Haider
Jaan-e-Murtaza Haider
Moula Ailiya Haider
Ya Ali Ali Haider
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ali Haider
Ya Aliya Madad
Ya Ali Ya Ali
Ya Aliya Madad