Shahzada ali asghar
aye ali asghar (x4)
shahzada ali asghar (x4)
jo ibne ali ne bayan kiya (x2)
suno asghar ki maa rabab
shahzada ali asghar (x4)
(1) mai karbobala ke maidaa(n) me,
asghar ko mai lekar puhuncha tha
mai wo bache ke liye pocha tha pani
shahzada ali asghar (x4)
(2) kisi ek zalim ko na rehem aya,
mere bhooke pyase asghar par (x2)
be rehem se asghar ko mara tha layino ne
shahzada ali asghar (x4)
(3) mere nanhe mujaheed asghar par,
teen muh ki teer jo akar lagi (x4)
maine sabr kiya (x2)
shahzada ali asghar (x4)
(4) asghar ke gale se bazo par,
wohi teer jo mujhko chupgayi (x2)
haye wo nanha asghar (x2)
shahzada ali asghar (X4)
(5) behoush jo hokar girgaye,
kuch loog ne asghar ko dekha (x2)
ye qurbaani qurbaan kiya
shahzada ali asghar (x4)
(6) aye mazhar o rizvi tune jo,
asghar ka masaib likha hai (x2)
zehra ki dua taa hashr likho
shahzada ali asghar (x4)
jo ibne ne ali ne bayan kiya
suno asghar ki maa rabaab
shahzada ali asghar (x4)