Qaidi Bani Kari Hay, Karbal May Zahra Sani

Qaidi Bani Kari Hay, Karbal May Zahra Sani
Bhulay gi kesay Zainab haye, Baad Az Nabi jo key
hay, Umat’ nay mehar bani

1- Zahra bhi duwa daytin, Mola say ajar milta
Is kaam kay sadqay may, firdous may ghar milta
Karbal may musalamano haye, do ghount pila
daytay, Asghar ko agar pani

2- Paband rasan Zainab, chadar bhi nahi sar pay
Toti hay qayamat wo, Zahra kay bharay ghar pay
Bazu bandhay huway hain haye, Haidar key bayteon
kay, haye shaam^ ko ravaney

3- Karbal na gayi bibi, baythe hay Madinay main
Haye barchi lagi kaysay, tayray bhai kay seenay
main
Marjayegi Sughra tu haye, Zainab nay jub sunayi,
Akbar key ye kahani

4- Matam namaz tayri, Qayam namaz kar lo
Zahra key duaon say, daman ko upnay bhar lo
Mola ka zikr karna haye, Zainab ko rona Akhtar
Momin key hay nishani

854 Views

Scan this QR code to view these lyrics on your mobile devices.

More
Lyrics

More Nohay Lyrics Available On The APP

Screenshot