Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445 Lyrics
“Hoga Ya Hussain Lyrics
Ha Kaisa Piyara Nara Ha Ye
Har Dil Na Pukara Hai Ye
Mola Ye Hamara Hai
Ya Mola Ya Hussain
Mere Mola
Sab Ne Dil Se Mana Hai Ye
Sab Ne Jis Ko Pana Hai Ye
Hum Sab Ka Khazana Ha Ya Mola Hussain
Mola Hamara Jiske Dil Ma Rahe Ga
Hur Ki Trhan Se Uska Dil Bi Kahe Ga
Tum Be Misal Mola, Tum Lazawal Mola
Har Dil Sa Arahi Hai Mola Ye Sada
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Tare Qurbani Mola Daiti Hai Gawahi
Har Dil Hogi Mola Teri Badshahi
Tera Hi Nam Hoga Tera Paigham Hoga
Sab Ke Dilon Ma Hogi Zinda Karbala
Ghar Ghar Hoga Apka Jab Aana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Shah Ast Hussain, Badeshah Ast Hussain
Wallah Deen Ast Hussain, Deen Pana Ast Hussain
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
Aaisa Hai Aaisa Mara Mola Ka Gharana
Rab Na Banaya Jiski Khatir Zamana
Syed Sultan Ka Ghar Kull E Eman Ka Ghar
Nokar Ha Jiske Ghar Ka Sara Ya Jahang
Samjen Ge Jab Apka Gharana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Jo Na Kiya Kisi Ne Tum Na Kar Dikhaya
Rah E Khuda Ma Mola Ghar Ka Ghar Lutaya
Tum Par Salam Mola Har Subh Wa Sham Mola
Tum Sa Nahi Hai Mola Koi Dosra
Hoga Har Insan Tumhara Ya Hussaia
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Shah Ast Hussain, Badeshah Ast Hussain
Wallah Deen Ast Hussain, Deen Pana Ast Hussain
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
Aa Dakh Zara Ye Karbobala
Kya Noor Khuda Ka Bikhra Hai
Hairan Croron Ankhan Hai
Har Samt Hussain Ka Jalwa Hai
Kal Jalta Hwa Ik Sehra Tha
Ab Jannat Ka Ik Tukra Ha
Kal Pak Hussain Akela Tha
Abb Uske Sath Zamana Hai
Jo Bit Gya Jo Aya Ga
Har Door Tumhara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Hum Sab Ka Hai Nara Ya Hussain
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
Jari Tha Jari Ha Or Jari Rahe Ga
Har Gham Pe Gham Tumhara Bhari Rahe Ga
Tum Par Qurban Mola Hum Sab Ki Jan Mola
Tum Hi Raho Ga Mola Sino Ma Sada
Dil Jab Hoga Thikana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Jab Bhi Ayen Gen Mola Imam E Zaman
Unke Labon Pa Hoga Noha Karbala Ka
Har Dil Baidar Hoga Sheh Ka Zawar Hoga
Sari Dunya Ma Hoga Zikr E Karbala
Matam Hoga Phir Apka Asa Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Baidar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ka Lab Par Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahe Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Husain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Shabbir Ka Jasa Dunya Me Na Aya Tha Na Aya Ga
Allah Se Aaisa Isq Bhala Ab Kar Ke Kon Dikhaya Ga
Quran Shah E Wala Ki Trah Naizay Pe Kon Sunaya Ga
Ab Karbubala Jasi Baste Na Koi Basaya Ga
Ya Shah E Zaman Ae Zakhmi Badan
Tara Deen Bo Tu Tu Sathcha Hai
Tu Zinda Hai Payenda Hai
Ya Sara Zamana Kahta Hai
Har Dil Na Pukara, Ya Hussain
Har Akh Ka Tara, Ya Hussain
Har Qoum Ka Nara, Ya Hussain
Mola Ha Hamara, Ya Hussain
Mola Ha Hamara, Ya Hussain
Mola Ha Hamara, Ya Hussain
Mola Ha Hamara, Ya Hussain
Mola Ha Hamara, Ya Hussain
Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445
“Hoga Jab Bedaar Ye Zamana Ya Hussain AS, Saare Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain AS”
#NS2023 #HogaYaHussain #nadeemsarwar
View on YouTube
18,094 Views

Scan this QR code to view these lyrics on your mobile devices.

More
Lyrics

More Nohay Lyrics Available On The APP

Screenshot