Bismillahi noor e khuda
bismillahi shams uz zoha
bismillahi ain ul yaqeen
yabna ameerul momineen
Ay yaareman ay yaareman
ay dilbar o dildar e man
ay sayyed o sardar e man
ay rehbar o salaar e man
ali ali ali ali
Ay naazeman daftaar e man
ay mehram o ghamkhwar e man
ay maalik o mukhtar e man
ay hazrate sultan e man
ali ali ali ali
Bismillahi noor e khuda
bismillahi shams uz zoha
bismillahi ain ul yaqeen
yabna ameerul momineen
saarallalh abab dillah
Ay murshide manne wali
maula hussain ibne ali
ay aashiqon ki aakahi
rasme wafa tujhse chali
pahuncha jo mai teri gali
qadmo se peshani mali
apni khabar bhi na rahi
Ay mehware emaan e man
bismillahi noor e…
Mai nohaqan tere liye
meri zaban tere liye
mera bayan tere liye
ye jism o jaan tere liye
gham ki azan tere liye
ashqe rawan tere liye
matam kuna tere liye
Ay girya e mishkane man
bismillahi noor e…
Wo ho najaf ya karbala
dono se hai roohe baqa
wo sajdagahe khudsiyan
ye karbala khaake shifa
wo ibteda ye inteha
dono shahadat ka sila
tay silsila tay silsila
har ja ali ka khoon baha
baha ali ka khoon baha
Na aisa koi soorma na aisa koi raahbar
lahoo may apne tar batar bala ki pyas hai magar
hazaar qaatilon may bhi chala hai utha ke sar
ye kaun hai aseer e gham ye pooch ay hawaye gham
ye pooch ay hawaye gham ye kaun hai ye kaun hai
Haan ahmed ka nawasa hai
haan hyder ka sarapa hai
haan zehra ka dulaara hai
haan shabbar ka ye bhaiya hai
haan zainab ka sahara hai
abbas ka aaqa hai akbar ka ye baba hai
haan ye hussain hai haan ye hussain hai
Ye ishqe rabbani ye gohar e jaani
yefahime qurani ye ahle furqani
ye zikre toofani ye noore tabaani
yabna ameerul momineeen
saarallalh abab dillah
Qasam ali ke khoon ki
hussain phir hussain hai
rehan o sarwar e aza
baraye deen e mustafa
ye apna ghar luta chuka
hazaar zakhm kha chuka
jhuka nahi daba nahi
thama raha data raha
jhuka nahi hila nahi
daba nahi thama nahi
thaka nahi ruka nahi
hussain phir hussain hai
hussain phir hussain hai