تازیانے شمر کے اور نا توان سجادؑ ہے
پھر بھی لے کر چل رہا سب کارواں سجادؑ ہے
دین کا ہر علم حیدرؑ عصمت آل رسولؑ
اور قرآن خدا کا پاسباں سجادؑ ہے
اسقدر رونا لہو کا کرتا ہے ظاہر یہی
آل احمد کے مصائب کا قرآں سجادؑ ہے
جس طرح ہے اس زمیں پر آسماں سایہ فگن
اس طرح ہی دیں کے سر پر سائباں سجادؑ ہے
پاس رکھ کر کچھ کہا نہ قاتل اکبرؑ کو بھی
دیکھو کتنا ہی رحمدل مہرباں سجادؑ ہے
ختم ہو سکتی نہیں جو حشر تک بھی اے امیر
دردوغم کی ایک ایسی داستاں سجادؑ ہے
1) Tazianay Shimr kai aur natawan Sajjad hay
Phir bhi lai ker chal raha hai Sab karawan Sajjad hay
2) Deen ka har Ilm-e-Haider asmat-e-aal-e-rasool
Aur Qur’an-e-Khuda ka pasaban Sajjad hay
3) Is kadar rona lahu ka kerta hai zahir yehi
Aal-e-Ahmed kai masaib ka Qur’an Sajjad hay
4) Jis terha hai is zameen per asman saya figan
Us terha hi deen kai ser per saiybaa Sajjad hay
5) Pass rakh ker kuch kahan na Qatil-e-Akber ko bhi
Dekho itna hi reham dil mehraban Sajjad hay
6) Khatam ho sakti nahi jo hashar tak bhi ai ameen
Ker to gham ki aik aaisi dastaan Sajjad hay