Samara Se Utha Jawan Lasha
Samara say utha jawan lasha … al ajal ya imam adrikni
Tum ko pursa tumharay baba ka al ajal ya imam adrikni
Thar tharati hai samara ki zamen
Zulm kartay hain askari pay layein
Muntazir hai namaz ko lasha …. Al ajal ya imam adrikni
Tum namaz-e-hasan parhaty ho.
Hai abid ki bay basi dekho
Baap ki lash jo utha na saka…. Al ajal ya imam adrikni
Aaj gyara imam rotay hain
Khud rasool-e-anam rotay hain
Mehway girya hai Fatima Zahra… al ajal ya imam adrikni
547 Views

Scan this QR code to view these lyrics on your mobile devices.

More
Lyrics

More Nohay Lyrics Available On The APP

Screenshot