Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Hazrate Shabbir bole
Dil ghamon se choor hai
Hazrate Shabbir bole
Dil ghamon se choor hai
Sar kate ga karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Karbala me jaan dene
Ka irada kar liya
Ummate asee ki khatir
Dushmano ko sar diya
Jiske Nana hai Muhammad (saw)
Woh bara ranjoor he
Sar katega karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Ye ali abbas se
Keh do na jaye wo kahi
Karbala ki sar zami pe
Naam pane ka nahi
Muslimon ko katla karne
Ka yaha dastoor hai
Sar katega karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Moat ka dekho andhera
Chaa raha hai chaar soo
Phir khuda se ye dua meri
Ke rakhna abroo
Farsh se arshe baree tak
Panjatan ka noor hai
Sar katega karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Ro pare shabbir jis dum
Teer asgar ke laga
Dekhte hi dekhte
Masoon pyasa margaya
Kya kare beta madina
Humse kosoo door hai
Sar katega karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sar kata Sajde me jis waqt
Hazrate Shabbir ka
Hal abtar hogaya
Shabbir ki hamsheer ka
Zeed karne aayi dekho
Khuld ki har hoor hai
Sar katega karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Hazrate Shabbir bole
Dil ghamo se choor hai
Hazrate Shabbir bole
Dil ghamo se choor hai
Sar katega karbala me
Rab ko ye manzoor hai
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Sab kaho ya hussain
Shared via Nohay Writeups for iOS