New Noha 2024 | Karbobala Mei Toota | Yusuf Ali Okera | Muharram Nohay 2024
786 – 92 – 110
اَلسَّلاَمُ عَلَيْكَ يَا أَبَا عَبْدِ ٱللَّهِ وَعَلَىٰ ٱلأَرْوَاحِ ٱلَّتِي حَلَّتْ بِفِنَائِكَ
New Noha 2024 | Karbobala Mei Toota | Yusuf Ali Okera | Muharram 2024/1446
#Muharram2024 #NewNoha #Karbala #Yusufokera
Noha | Karbobala Mei Toota Siam Ka Joan Aaasman
Reciter | Yusuf Ali Okera
Poet | Asad Asmi
Composed | Mir Yousuf Mir
Chorus Sangat | Rizwan Mirza, Hasnain Mehdi, Shahrukh Abbas & Khurram Sunny
Edit | JQ Productions
Vocal Recording | AHL Studios UK
Sound Engineering | Lawa Studio Karachi
Special Cooperation | Abbas Haider Lalji
Special Thanks | Mir Qasim Mir
▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️
NOHA LYRICS:
Karbobala Mei Toota Sitam Ka Jo Aasman
Dil Raiza Raiza Hogaya x2 Ya Sahibaz ZamaaN (ajtfs)
Kis Tarha Dein Woh Zainab o, Laila Ko Hauslay Dil Thaamay Apna Khaak Pe, Shabbir Gir Paray
Lehjay Mei Mustafa Ke Dii x2 Akbar Ne Jab AzaaN
Roya Hoon Kis Qadar Ke, Bandhi Meri HichkiyaN
Ik Maa Pe Kaisa Waqt Tha, Mei Kya Karu BayaaN
Sunta Hoon Woh Sunaati Thi x2 Jhoolay Ko LoriyaN
Laasha Kya Dikh Gaya Unhain, Haidar Ke Sher Ka
Naulaakh Ghur Sawaaron Ko, Ik Khel Mil Gaya
Tori Hain Dor Dor Ke x2 Ghazi Ki PasliyaaN
Ik Din Mein Apnay PyaroN Ke, Laasho Ko Ro Liya
Ab Dekhta Bahan Ko Hain, Majmay Mei Be Ridaa
Naizay Pe Bhi Na Khatm, Huwa Sheh Ka ImtehaaN
Shaami Kharray Hain Naizo Pe, Chadar Liye Huway
Aur Kuch Kharray Hain Haathon Mei, Pathar Liye Huway
Kehtay Hain Aanay Do Zaraa x2 Haidar Ki BetiyaaN
Maula Gham e Hussain Mei, KhooN Rang Khaak Hai
Dil Gham Se Phat Raha Hain, Jigar Chaak Chaak Hai
Khaimon Se Uth Raha Hai, “Asad Azmi” DhuwaaN
▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️▪️
Facebook https://ift.tt/NWlBqCE
YouTube https://youtube.com/@yusufaliokera?si=ssjZ4Ao3ojGwlGbQ
Instagram https://ift.tt/QN62XTZ