Hussain yah hussain yah hussain yah hussain x4
Zahra kah ladla, bay jurm aur bay kaatah, hy maara gaya x2
Gurbaat ki, yeh shaab hai, bay parda, zaynab hai, kaarti hai, roro kaar, zaynab yehi fuhgaar.
Woh jo lahu lahu hai, khaliq khi abharoo hai, ay shah ay karbala, maishaar talak khuddah, maamnoon hai tera x2
Tu haq kah, raahbaar hai, nabhiyoon sei, bhaar kaar hai, teray hi, saadkay main, baakhi hai yeh jahaan.
Zaynab ko baas yeh ghaam hai, ek baat kah alaam hai, baar khaak ay naynwaah, Zahra kay laal kah, laasha paara rahaa x2
Zaynab ko, yaad aayi, bhayi ki, taanhayi, jab run sai, jaata tah, pyaaso kah kaarvan.
Saymi howi sakina, pyassi hai woh hazeena, dethi rayhi sadaah, gohaar meray chinay, daaman bhi jaal gaya x2
Soona yeh, sehra hain, ay baba, jangaal main, yeh dukhiyah, maktaal main, dhoonday tujhe kahaa.
Baba ko roonay waali, seenay peh soonay waali, ab saari zindagi, baba ko roway gi , kaysay who sohway gi x2
Gaabrah kaar, khaymo sai, niklay gi, pyaasi woh, dhoonday gi, baba ko, laasho kay dhaar miyah.
Baaday hussain zaynab, Shabbire baan gaye hai, jab khaimei jaalgaye, laashay peh bhayi kay, humsheer nai kahaa x2
Ummat ney, yeh tuj sei, waada hai, zaynab kah, yeh teri, kurbaani, hogi nah rahay khaar.
Baas ay moheeb yeh mataam, zaynab ki arzoo hai, jo apnei bhayi ko, baan mei nah roo sakhi, ay bintay Mustapha x2
Kasim kah, Akbar kah, Zahra kay, dilbaar kah, dethay hai, saab pursa, yeh teray noha khan.
Zahra kah ladla, bay jurm aur bay kaatah, hy maara gaya x2
Gurbaat ki, yeh shaab hai, bay parda, zaynab hai, kaarti hai, roro kaar, zaynab yehi fuhgaar.
564 Views