Aisa Mera Hussain | Farhan Ali Waris | Title Noha 2025 | Muharram 1447
Aisa Mera Hussain | Farhan Ali Waris | Nohay 2025 | Muharram 1447
Syed Farhan Ali Waris Releasing Title Noha 2025 For The Year Muharram 2025/1447.
KALAM DETAILS |
ایسا میرا حسینؑ
Title | AISA MERA HUSSAIN(a.s.)
Poetry | Mazhar Abidi
Composed by | Syed Farhan Ali Waris
Chorus | Moshin Hashmi, Safdar Kaleem, Meesum Zaidi, Minhal Rizvi
Audio Recording | Meesum Zaidi (LAWA – Studio Karachi)
Audio Mixed & Mastered by | Meesum Zaidi (LAWA Studio Karachi)
Video | The Focus Studio(Safdar Kaleem)
Special Thanks | FAW Team & Syed Hassan Ayaz Jaffri , Meesum Zaidi, Mohsin Hashmi, Safdar Kaleem, Rizvi
Welcoming the sacred month of Muharram 2025 with the deeply soulful and emotional Noha titled “Aisa Mera Hussain” by Farhan Ali Waris. This noha glorifies the unmatched personality of Imam Hussain A.S, who is remembered worldwide as the savior of Islam and the Mola Hussain of every heart. Also spelled as Maula Hussain, Mola Husain, or Maula Husayn, this noha sets the tone for the azadari season and rekindles the love and loyalty for the Shah-e-Karbala.
Whether you search for Aisa Mera Hussain Noha, Farhan Ali Waris Noha 2025, New Noha Mola Hussain, or Noha Imam Hussain 2025, this kalam will connect with every azadar preparing for Majalis, Matam, and Marsiya gatherings. The emotional expression of Muharram ka pehla noha, the spirit of Azadari-e-Hussain, and the deep remembrance of Gham-e-Hussain begin here. Experience the legacy of Imam Hussain ibn Ali, the call of Ya Hussain, and the essence of Karbala 2025 in this powerful new release.
Noha Lyrics |
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Ya Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Ya Hussain (a.s)
Koi Nahi
Koi Nahi
Door Tak Koi Nahi
Door Tak Koi Nahi
Jaisa Mera Hussain (a.s)
Waisa Koi Bhi Nahi
Aisa Duniya Mein Koi Hai Na Hoga
Aisa Duniya Mein Koi Hai Na Hoga
Hussain (a.s) woh Badshah hai
Jo Mulkon pe nahi
Diloon pe Hukumat karta hai
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Ya Hussain (a.s)
)
==========
Hussain (a.s) Hamara Hai
Jaan se bhi Pyara Hai
Aankhon ka Taara Hai
Sab ka Sahara Hai
Aisa Mera Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s)
Wallah
Aisa Mera Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Mera Mola Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s)
==========
Is ke liye hi saari duniya bani hai
Jo is ko maane wohi Panjtani hai
Har Dil pe Raaj Uska
Sab Kuch Hai Aaj Uska
Har Dil pe Raaj Uska
Sab Kuch Hai Aaj Uska
Kehne Walon Kaho
Sunnay Walon Suno
Parhnay Walon Parho
Likhnay Walon Likho
Aisa Mera Hussain (a.s) Mola (a.s) Mola (a.s) Hussain (a.s)
Haq Pe Hai Kaun Tu Ne Sab Ko Bata Diya
Naam-e-Yazeed (La’nat) Ko Gaali Bana Diya
Woh Murda Baad Raha
Tu Zinda Baad Raha
Woh Murda Baad Raha
Tu Zinda Baad Raha
Wada Nibha Gaya
Sar Ko Kata Gaya
Ghar Ko Luta Gaya
Zehnon Pe Chha Gaya
Aisa Mera Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Mera Mola Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s)
==========
Woh Sadi Bhi Thi Gham-e-Hussain (a.s) Ki
Yeh Sadi Bhi Hai Gham-e-Hussain (a.s) Ki
Har Sadi Hai Bas Gham-e-Hussain (a.s) Ki
==========
Mola (a.s) Se Dil Ka Rishta
Kal Bhi Tha Aaj Bhi Hai
Us Ka Parcham To Ooncha
Kal Bhi Tha Aaj Bhi Hai
Har Ghar Pe Matam Barpa
Kal Bhi Tha Aaj Bhi Hai
Har Lab Pe Us Ka Noha
Kal Bhi Tha Aaj Bhi Hai
Qabza Har Dil Pe Us Ka
Kal Bhi Tha Aaj Bhi Hai
Aisa Duniya Mein Koi Hai Na Hoga
Aisa Duniya Mein Koi Hai Na Hoga
Wallah
Aisa Mera Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Mera Mola Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s))
Aisa Mera Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s)
==========
Dil Jaan Jaan-e-Jaana
Jaan-e-Man Hussain (a.s) Jaan
Dil Jaan Jaan-e-Jaana
Jaan-e-Man Hussain (a.s) Jaan
Dil Jaan Jaan-e-Jaana
Jaan-e-Man Hussain (a.s) Jaan
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s)
==========
Khidmat-e-Aza Ki Karta Main Aaya
Wirsah Yehi Aulaad Mein Paya
Majlis Giriya o Matam
Karte Rahenge Har Dam
Majlis Giriya o Matam
Karte Rahenge Har Dam
Mujh Ko Hai Ye Sukoon
Hai Paak Mera Khoon
Main Rahoon Na Rahoon
Bolay Ga Ye Junoon
Aisa Mera Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Mera Mola Hussain (a.s)
Aisa Mera Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Hussain (a.s)
==========
Zinda Rahe Ga Painda Rahe Ga
Mola Hussain (a.s) Ka Naam
Zinda Rahe Ga Painda Rahe Ga
Mola Hussain (a.s) Ka Naam
==========
Karb-o-Bala Ka Saani Koi Nahi Hussain (a.s)
A
Jannat Hai Karbala
Hussain (a.s)
Hussain (a.s)
Haan
Jaake Dekho Arba’een
Manzar Yeh Dekha Kahin?
Hota Hai Aisa Yahin
Hain Karoron Zaireen
#AisaMeraHussain #FarhanAliWaris #Noha2025 #Muharram2025 #ImamHussain #MolaHussain #MaulaHussain #Karbala2025 #ShiaNoha #azadari
Title Noha | Mere Ghar Mola Aey Hain | Nohay New 2024
Noha 2024 | Mera Hi Naam Abbas Hai | Farhan Ali Waris
SUBSCRIBE FOR MORE |
https://www.youtube.com/@SyedFarhanAliWaris